Qayamat Ke Din Nabi E Kareem Ki Shafaat - Hadees Sahih Bukhari
Qayamat Ke Din Nabi Ki Shafaat
In This post We Talk About Qayamat Ke Din Nabi E Kareem Ki Shafaat - Hadees Sahih Bukhari, Qayamat ke din sabse ziyada meri shafaat usey milegi jo sachche dil se LA ILAHA ILLALLAH kahega, Sahih bukhari hadees in roman urdu, hindi And english hadith About prophet ﷺ says Who will be the luckiest person, who will gain your intercession on the Day of Resurrection qayamat.

Hazrat Abu hurairah radi allahu Ta'Aala anhu se rivayat hai ki unhoney Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam se Arz kiya ki Qayamat ke din Aapki shafaat sabse ziyada kisey milegi ? to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne Irshaad farmaya.

Aey Abu Hurairah mujhe yaqeen tha ki tumse pahle koi iske baare mein mujhse nahi puchega kyunki maine hadees ke mutalliq tumhari hirs (tamanna) dekh li thi, Suno Qayamat ke din sabse ziyada meri shafaat usko naseeb hogi jo sachche Dil se LA ILAHA ILLALLAH kahe.
  • Hadees Sahih Bukhari, Jild 1, 99 

Sahih Bukhari Hadees In Hindi Qayamat Ke Din Nabi E Kareem Ki Shafaat

✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की उन्होने रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम से अर्ज़ किया की क़यामत के दिन आपकी शफ़ाअत सबसे ज़ियादा किसे मिलेगी तो आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया एह अबू हुरैररा मुझे यक़ीन था की तुमसे पहले कोई इसके बारे में मुझसे नही पूछेगा क्यूंकी मैने हदीस के मुताल्लिक़ तुम्हारी हिर्स (तमन्ना) देख ली थी सुनो क़यामत के दिन सबसे ज़ियादा मेरी शफात उसको नसीब होगी जो सच्चे दिल से ला इलाहा इलअल्लाह कहे
  • सहीह बुखारी हदीस, जिल्द 1, 99 

Roman Urdu Hadees - Qayamat Ke Din Nabi (SAW) Ki Shafaat

حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت کرتے ہیں کہ انھوں نے عرض کیا ، یا رسول اللہ ! قیامت  کے دن آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی شفاعت سے سب سے زیادہ سعادت کسے ملے گی ؟ تو رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ، اے ابوہریرہ رضی اللہ عنہ مجھے یقین تھا کہ تم سے پہلے کوئی اس کے بارے میں مجھ سے دریافت نہیں کرے گا ۔ کیونکہ میں نے حدیث کے متعلق تمہاری حرص دیکھ لی تھی ۔ سنو ! قیامت میں سب سے زیادہ فیض یاب میری شفاعت سے وہ شخص ہو گا ، جو سچے دل سے یا سچے جی سے «لا إله إلا الله» کہے گا ۔

Qayamat ke Din Nabi ﷺ Ki Shafaat hadith in english

Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu :I said: "O Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam ! Who will be the luckiest person, who will gain your intercession on the Day of Resurrection?" Allah's Apostle said: O Abu Huraira! "I have thought that none will ask me about it.

Before you as I know your longing for the (learning of) Hadiths. The luckiest person who will have my intercession on the Day of Resurrection will be the one who said sincerely from the bottom of his heart LA ILAHA ILLALLAH (None has the right to be worshipped but Allah.) 
Hadith Sahih Bukhari, Book 3, Number 98