Qarz wapis ada na karne se rooh qarz se judi rehti hai
Qarz wapis ada na karne se rooh qarz se judi rehti hai
Qarz wapis ada na karne se rooh qarz se judi rehti hai, Sunan ibn majah Hadith aur sahih muslim ki hadees, hai ki Momin ki rooh Qarz se tab tak judi rahti hai jab tak ki usko ada na kar diya jaye, sunan ibn majah ki hadees aur sahih muslim ki hadees ke hawale se karz ki adaigi ke baare me kuch khaas Hindi me hadees aur english, urdu hadees se qarz ki adayagi ke baare me aham maloomaat iss post me maujud hai.

Hazrat Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne irshaad farmaya Momin ki rooh (maut ke baad bhi) Qarz se tab tak judi rahti hai jab tak ki usko ada na kar diya jaye. 
  • Sunan ibn majah hadith, Jild 2, 570, Sahih

Hazrat Amr bin Al-As Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Allah ki raah mein qatl ho jaane par sabhi gunah mita diye jate hain siwaye Qarz ke.
  • Sahih Muslim Hadees, Vol 5, 4884

Sahih Muslim Hadees in hindi

हजरत अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने इरसाद फरमाया की मोमीन की रूह (मौत के बाद भी) क़र्ज़ से तब तक जुड़ी रहती है जब तक की उसको अदा ना कर दिया जाए,
  • सुनन ईब्न माजा हदीस, जिल्द 2, 570–सही

हजरत अम्र बिन अल आस रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम                       ने फरमाया अल्लाह की राह में क़त्ल हो जाने पर सभी गुनाह मिटा दिए जाते हैं सिवाए क़र्ज़ के,
  • सहीह मुस्लिम हदीस, जिल्द 5, 4884

Sunan ibn majah hadith in urdu

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: آدمی کی جان اس کے قرض کے ساتھ لٹکی رہتی ہے یہاں تک کہ اس کی طرف سے ادائیگی کر دی جائے ۱؎
۔
سنن ابن ماجہ جلد ۲ ۵۷۰ 
نبی صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: اللہ کی راہ میں قتل کیے جانے سے قرض کے سوا باقی تمام گناہ مٹا دیے جاتے ہیں۔ 

صحیح مسلم جلد ۵ ۴۸۸۴

Sunan ibn majah & Sahih muslim Hadith in english

It was narrated from Abu Hurairah that the Messenger of Allah (ﷺ) said The soul of the believer is attached to his debt until it is paid off,
Sunan ibn majah hadith, Book 15, 2413-Sahih.
Narrated By Amr bin Al-As Radhi allahu anhu The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said Death in the way of Allah blots out everything except debt.