Kisi Ko Museebat Me Dekh Kar Padhne Ki Dua
Museebat Me Dekh Kar Padhne Ki Dua
Kisi Ko Museebat Me Dekh Kar Padhne Ki Dua Agar kisi museebat mein mubatala shakhs ko dekhkar ye dua padhne se wo museebat padhne wale par nahi aati, At Tabrani Shareef ki hadees Aur Al-Baihiqi ki hadith se Museebat ki ye Dua Padhne ki daleel maujud hai.

Hazrat Umar Radi Allah Anhu se riyavat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasllam ne farmaye Jo shakhs kisi ko musibat wa aazmayeesh mai mubtala dekh ker 
ye kalimat kahey to wo shaks us musibat mai kabhi mubtala nahi hoga

الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي عَافَانِي مِمَّا ابْتَلاَكَ بِهِ وَفَضَّلَنِي عَلَى كَثِيرٍ مِمَّنْ خَلَقَ تَفْضِيلاً

DUA: Al-Hamdulillahi Alladhi Aafani Mimmabtalaka bihi wa faddalani Ala kathirin mimman khalaqa tafdila

TARJUMA: Tamam tareef us zaat(Allah) ke liye hai, jisne mujhe iss musibat se nijat di, jisme tujhe mubtala kiya aur mujhe apni akser Makhluq per fazilat di.
📕 At-tabrani, 729, Hasan
📕 Al-Baihiqi, 472-Hasan

Kisi Ko Museebat Me Dekh Kar Padhne Ki Dua in Urdu

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جو شخص کسی شخص کو مصیبت میں مبتلا دیکھے پھر کہے تو اسے یہ مصیبت نہ پہنچے گی
الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي عَافَانِي مِمَّا ابْتَلاَكَ بِهِ وَفَضَّلَنِي عَلَى كَثِيرٍ مِمَّنْ خَلَقَ تَفْضِيلاً

الدعاء للطبراني-٧٢٩-حسن
للبيهقي -٤٧٢ -حسن 

Kisi Ko Museebat Me Dekh Kar Padhne Ki Hindi Dua

हज़रत उमर रदी अल्लाह अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो शख्स किसी को मुसीबत वा आज़माईश में मुब्तला देख कर ये दुआ पढ़े तो वो शख्स उस मुसीबत में कभी मुब्तला नही होगा.

الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي عَافَانِي مِمَّا ابْتَلاَكَ بِهِ وَفَضَّلَنِي عَلَى كَثِيرٍ مِمَّنْ خَلَقَ تَفْضِيلاً

दुआ: अल्हम्दुलिल्लाही अल्लज़ी आफ़ानी मिम्मब तलाका बिही वा फद्दलनी आला कसिरिन मिम्मान खलक़ा तफदिला 

तरजुमा:  तमाम तारीफ उस ज़ात(अल्लाह) के लिए है, जिसने मुझे इस  मुसीबत से निजात दी, जिसमे तुझे मुब्तला किया और मुझे अपनी अक्सर मखलूक़ पर फ़ज़ीलत दी
📕 अत-तबरानी , 729 , हसन
📕 अल-बैहिक़ी, 472-हसन

Kisi Ko Museebat Me Dekh Kar Padhne Ki Dua in english

Hadith : Whoever sees an afflicted person then says below dua he shall not be struck by that affliction

Hazrat Umar Radi Allahu Anhu narrated that The Messenger of Allah (ﷺ) said: Whoever sees an afflicted person then says below dua he shall not be struck by that affliction.

الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي عَافَانِي مِمَّا ابْتَلاَكَ بِهِ وَفَضَّلَنِي عَلَى كَثِيرٍ مِمَّنْ خَلَقَ تَفْضِيلاً

DUA: Al-Hamdulillahi Alladhi Aafani Mimmabtalaka bihi wa faddalani Ala kathirin mimman khalaqa tafdila

TARJUMA: All praise is due to Allah who saved me from that which He has afflicted you with, and blessed me greatly over many of those whom He has created.
📕 At-Tabrani , 729 , Hasan
📕 Al-Baihiqi, 472-Hasan.