in This post Aaj hum baat karege ki Hadith Madine Me Inteqal Marne Wale ke Haq Shifaat Gawahi (Roman-Hindi) Huzoor ﷺ Ne irshaad farmaaya ki Main madine mein marne wale ke haq mein gawahi dunga,
Hadith Madine Me Inteqal Marne Wale ke Haq Shifaat Gawahi (Roman-Hindi)
Hadith Madine Me Inteqal (Roman-Hindi)
Jamia Tirmidhi Aur Sahih Bukhari Ki hadees ke hawale se iss baat ka proof hai ki Ummat-E-Nabi ﷺ Hamare Madine Paak ke Aqa Rasool Allah Sallallaho Alaihi Wasallam ne insaan ki madina shahar - madina city me Maut ke hawale se ye farmaaya hai ki main madine mein marne wale ke Haq mei gawahi duga.

Roman Hindi Hadees Aur English hadith And Hadees in Urdu me ye Baat yaha Pesh ki gayi hai, jo ki Sahih bukhari books Aur Jamia Tirmidhi Ki Ahadis ke saath Maujood hai.

Roman Hindi Hadees Madine me Maut ki Shafaat

✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jis se ho sake ki wo madina mein aakar mare to wahi par mare kyunki jo madina mein marega uski main shafaat karunga
Hadees Jamia Tirmidhi, Jild 2, 1849-Hasan

✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs madine ki bhookh aur sakhti bardasht karega Qayamat ke din main uska shafee ya gawah banunga
Jamia Tirmidhi Hadees, Jild 2, 1856-Hasan

✦ Hadith: Zaid bin Aslam Radhi Allahu Anhu ne apne walid se suna ki Hazrat umar Radhi Allahu Anhu ye kaha karte they Ya ALLAH mujhe tere raaste mein Shahadat naseeb farma aur tere Rasool Sallallahu Alalihi Wasallam ke shahar (Madina) mein maut naseeb farma
  • Sahih Bukhari Hadith, Vol 3 , 1890

Hadith in Urdu About Inteqal in madina shareef

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جو مدینہ میں مر سکتا ہو تو اسے چاہیئے کہ وہیں مرے کیونکہ جو وہاں مرے گا میں اس کےشفاعت کروں گا
جامع ترمذی جلد ۲ ، ١٨٤٩ حسن

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: تم میں سے جو مدینہ میں مر سکے تو وہ ایسا ہی کرے، کیونکہ جو وہاں مرے گا میں اس کے لیے گواہی دوں گا ۔ 
سنن ابن ماجہ جلد ۲ ، ١٨٥٦ 

حضرت عمر رضی اللہ عنہ یہ کہا کرتے تھے اے اللہ! مجھے اپنے راستے میں شہادت عطا کر اور میری موت اپنے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کے شہر میں مقدر کر دے۔ اب
صحیح بخاری جلد ۳ ,۱۸۹۰

Madine Sharif me Maut par Huzoor ki Gawahi ki Hadish

✦ रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जिस से हो सके की वो मदीना में आकर मरे तो वही पर मरे क्यूंकी जो मदीना में मरेगा उसकी मैं शफाअत करूँगा
जामिया तिरमिज़ी हदीस, जिल्द 2, 1849-हसन

✦ रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया तुम में से जो ये कर सके की वो मदीने में आकर मरे तो वो ऐसा ज़रूर करे इसलिए की मैं मदीने में मरने वाले के हक़ में गवाही दूँगा
सुनन इब्न माज़ा की हदीस, जिल्द 2, 1269-हसन

✦  ज़ैद बिन असलम रदी अल्लाहू अन्हु ने अपने वालिद से सुना की हज़रत उमर रदी अल्लाहू अन्हु ये कहा करते थे या अल्लाह मुझे तेरे रास्ते में शहादत नसीब फरमा और तेरे रसूल सललल्लाहू अलैही वसल्लम के शहर (मदीना) में मौत नसीब फरमा
  • हदीस सहीह बुखारी, जिल्द 3, 1890

Hadith in english About Die/Deth in Madina City 

✦ The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: Whoever is able to die in Al-Madinah, then let him die there, for I will intercede for those who die there.
Jamia Tirmidhi hadith, Book 46, 3917-Hasan

✦ The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said Whoever among you can die in Al-Madinah, let him do so, for I will bear witness in favor of those who die there.
Sunan Ibn majah hadith, Book 25, 3112-Hasan

✦ Narrated Zaid bin Aslam from his father umar Radhi Allahu Anhu said, O ALLAH! Grant me martyrdom in Your cause, and let my death be in the city of Your Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam ."
  • Hadith Sahih Bukhari, Book #30, 114